Matthew 8 Urdu Hindustani Bible 1878
From Textus Receptus
(New page: {{Books of the Urdu Hindustani 1878 New Testament}} MATTI KÍ KITÁB. 8 BÁB * 1 Usi roz Yisu ghar se nikalke darya ke kinare ja baitha. * 2 Aur aisi bari bhir us pas jama hui, ki wuh ...) |
|||
Line 37: | Line 37: | ||
* 16 Par mubarak tumhari ankhen, kyunki we dekhtin, aur mubarak tumhare kan, ki we sunte hain. | * 16 Par mubarak tumhari ankhen, kyunki we dekhtin, aur mubarak tumhare kan, ki we sunte hain. | ||
- | * 17 Kyunki main tum se sach kahta hun, ki Bahut se nabi aur rastbazou ne arzu ki, ki jo tum dekhte ho, dekhen, par na dekha, | + | * 17 Kyunki main tum se sach kahta hun, ki Bahut se nabi aur rastbazou ne arzu ki, ki jo tum dekhte ho, dekhen, par na dekha, aur jo tum sunte ho, sunen, par na suna. |
+ | |||
+ | * 18 Ab tum kisan kitamsil suno. | ||
+ | |||
+ | * 19 Jab koi us badshahat ki bat sunta, aur nahin samajhta, to wuh sharir ata, aur jo kuchh us ke dil men boya gaya, le jata hai; yih wuh hai, jo rah ke kinare boya gaya. | ||
+ | |||
+ | * 20 Jo patthrili zamin men boya gaya, wuh hai, jo kalam sunta, aur jald khushi se man leta hai; | ||
+ | |||
+ | * 21 Lckin is sabab ki jar nahin pakri, chand roza hai; ki jab wuh kalam ke sabab musibat men parta, ya sataya jata hai, to jald thokar khata hai. | ||
+ | |||
+ | * 22 Jo kanton men boya gaya, wuh hai, jo kalam ko sunta, par is dunya ki fikr aur daulat ka fareb kalam ko daba dete, aur wuh be phal hota hai. | ||
+ | |||
+ | * 23 Par jo achchhi zamin men boya gaya, wuh hai, jo kalam ko sunta, aur samajhta, aur phal lata, aur taiyar bhi hota, baze men sau guna, baze men sath guna, baze men tis guna. | ||
+ | |||
+ | * 24 Phir us ne ek aur tamsil lake unhen kaha, ki Asman ki badshahat us admi ki manind hai, jis ne achchha bij apne khat men boya. | ||
+ | |||
+ | * 25 Par jab log so gae, us ka dushman aya, aur us ke kheton men karwa dana bo gaya. | ||
+ | |||
+ | * 26 Jis waqt anlura nikla, aur balen lagn, tab karwa dana bhi zahir hua. | ||
+ | |||
+ | * 27 Tab us gharwale ke naukaron ne aka kaha, Ai Sahib, kya tu ne khet men achchhe bij na boe the? phir karwe dane kahan se ae? | ||
+ | |||
+ | * 28 us ne unhen kaha, Kisi dushman ne yih kiya Tab naukaron ne kaha Agar marzi ho, to ham jake unhen jama karen. | ||
+ | |||
+ | * 29 Us ne kaha, Nahin aisa na ho, ki jab tum karwe danon ko jama karo, to un ke sith gehun bhi ukhar lo. | ||
+ | |||
+ | * 30 Katne ke din tak, donon ko ikatthe barhne do ki main katne ke waqt katnewalon ko kahunga, ki pahle karwe dane jama karo, aur jalane ke waste nu ke gatthe bandho par gehun mere khatte men jama' karo. | ||
+ | |||
+ | * 31 Wuh un ke waste ek aur tamsil laya, ki Asman ki badshahat khardal ke dane ki manind hai, jise ek shakhs ne leke apne khet men boya. | ||
+ | |||
+ | * 32 Wuh sab bijon men chhota; par jab uga, to sab tarkarion se bara hota, aur aisa per hota, ki chiriyaen ake us ki dalion par basera kartin. | ||
+ | |||
+ | * 33 Us ne un se ek aur tamsil kahi, ki Asman ki badshahat khamir ki manind hai, jise ek 'aurat ne lekar ate ke tin paimanon men milaya, yahan tak ki wuh sab khamira ho gaya. | ||
+ | |||
+ | * 34 Yih sab baten Yisu ne un jamaaton ko tamsilon men kahin aur be tamsil, un se na bolta tha. | ||
+ | |||
+ | * 35 Taki jo nabi ne kaha tha, pura ho, ki, Main tamsilen lakar kalam karunga; main, un baton ko, jo dunya ke shuru se poshida hain, zahir karunga. | ||
+ | |||
+ | * 36 Tab Yisu un jamaaton ko rukhsat karke ghar ko gaya; aur us ke shagirdon ne us pas ake kaha, Khet ke karwe dane ki tamsil hamen bata. | ||
+ | |||
+ | * 37 Us ne unhen jawab men kaha, Achchhe bij ka bonewala Ibn i Adam hai. | ||
+ | |||
+ | * 38 Khet, dunya hua achchhe bij, is badshahat ke larke hain, aur karwe dane, sharir ke farzand. | ||
+ | |||
+ | * 39 Wuh dushman jis ne unhen boya, Shaitan hai katne ka waqt is dunya ka akhir aur katnewale firishte hain. | ||
+ | |||
+ | * 40 Pas jis tarah karwe dane jama kiye jate, aur ag men jalae jate hain, is jahan ke akhir men aisa hi hoga. | ||
+ | |||
+ | * 41 Ibn i Adam apne firishton ko bhejega, aur we sab thokar khilanewali chizon, aur badkaron ko, us ki badshahat men se chunkar, | ||
+ | |||
+ | * 42 Unhen jalte tanur men dal denge, aur wahan rona aur dant pisna hoga. | ||
+ | |||
+ | * 43 Tab rastbaz apne Bap ki badsbahat men aftab ki manind nurani honge Jise kan sunne ke liye hon, to sune. | ||
+ | |||
+ | * 44 Phir, asman ki badshahat, us khazane ki manind hai, jo khet men gara hai, jise ek shakhs pake chhipa deta hai, aur khushi ke mare Jake apna sab kuchh bechta, aur us khet ko mol leta hai. | ||
+ | |||
+ | * 45 Phir, asman ki badshahat, us saudagar ki manind hai, jo qimati motion ki talash men hai. | ||
+ | |||
+ | * 46 Jab us ne ek beshqimat moti paya, to Jake, jo kuchh us ka tha, sab bech dala, aur use mol liya. | ||
+ | |||
+ | * 47 Phir, asmin ki badshahat, us jal ki manind hai, jo darya men dala gaya, aur har tarah ki machhli samet layi. | ||
+ | |||
+ | * 48 Jab wuh bhar gaya, use kinare khainch lae, aur baithke achchhi machhlian bartanon men jama kin, par buri phenk din. | ||
+ | |||
+ | * 49 Is jahan ke akhir men aisa hi hoga firishte awenge, aur rastbazon men se shariron ko alag karenge. | ||
+ | |||
+ | * 50 Aur unhen jalte tanur men dal denge wahan rona aur dant pisna hoga. | ||
+ | |||
+ | * 51 Yisu ne unhen kaha Tum yih sab samjhe? Unhon ne kaha, Han, Khudawand. | ||
+ | |||
+ | * 52 Tab us ne unhen kaha, Har ek faqih, jo asman ki badshahat ki talim pa chuka, us gharwale ki manind hai, jo apne khazane se nai aur purani chizen nikalta hai. | ||
+ | |||
+ | * 53 Aur aisa hua, ki jab Yisu' yih tamsilen kah chuka, to wahan se rawana hua. | ||
+ | |||
+ | * 54 Aur apne watan men ake, us ne un ke 'ibadatkhane men unhen aisi talim di, ki we hairan hue, aur kahne lage, ki Aisi hikmat, aur muajize us ne kahan se pae? | ||
+ | |||
+ | * 55 Kya yih barhai ka beta nahin? aur us ki ma Mariyam nahin kahlati, aur us ke bhia Yaqub aur Yoses, aur Shamaun aur Yahudah? | ||
+ | |||
+ | * 56 Aur us ki sab bahinen hamare sath nahin hain? Pas us ne yih sab kuchh kahan se paya? | ||
+ | |||
+ | * 57 Unhon ne us se thokar khai par Yisu ne unhen kaha, ki Nabi apne watan aur ghar ke siwa, aur kahin beizzat nahin hai. | ||
+ | |||
+ | * 58 Aur us ne un ki be iatiqadi ke sabab wahan bahut muajize nahin dikhae. | ||
{{Donate}} | {{Donate}} |
Revision as of 12:11, 14 November 2022
See Also: Urdu Old Testament |
---|
MATTI KÍ KITÁB.
8 BÁB
- 1 Usi roz Yisu ghar se nikalke darya ke kinare ja baitha.
- 2 Aur aisi bari bhir us pas jama hui, ki wuh ek naw par charh baitha, aur sari bhir kinare par khari rahi.
- 3 Aur wuh unhen bahut si baten tamsilon men kahne laga, ki Dekho, ek kisan bij bone gaya;
- 4 Aur bote waqt kuchh rah ke kinare gira, aur chiriyon ne akar use chug liya.
- 5 Aur kuchh patthrili zamin par gira, jahan bahut mitti na mill, aur is sabab ki bahut mitti na pai, jald uga.
- 6 Par jab dhup hui, jal gaya, aur is liye ki jar na pakri thi, sukh gaya.
- 7 Aur kuchh kanton men gira; kanton ne barhke use daba liya.
- 8 Aur kuchh achchhi zamin men gira, aur phal laya, kuchh sau guna, kuchh sath guna, kuchh tis guna.
- 9 Jis ke kan sunne ke liye hon, to sune.
- 10 Tab shagirdon ne pas ake us se kaha, Tu un se tamsilon men kyun kalam karta hai?
- 11 Us ne jawab men unhen kaha, ki Tumhen 'inayat hui, ki asman ki badshahat ke bhed jano, par unhen 'inayat nahin hui.
- 12 Kyunki jis pas kuchh hai, use diya jaega, aur us ki bahut barhti hogi; par jis pas kuchh nahin, us se, jo kuchh ki us pas hai, so bhi le liya jaega.
- 13 Is liye main un se tamsilon men bat karta hun: ki we dekhte hue nahin dekhte, aur sunte hue nahin sunte, aur nahin samajhte hain.
- 14 Aur un ke haqq men Yasaiyah ki nabuwat puri hui: ki Tum kanon se to sunoge, magar samjhoge nahin, aur ankhon se dekhoge, par daryaft na karoge.
- 15 Kyunki is qaum ka dil mota hua, aur we apne kanon se uncha sunte hain, aur unhon ne apni ankhen mund lin, ta aisa na ho, ki we ankhon se dekhen, aur kanon se sunen, aur dil se samjhen, aur ruju' lawen, aur main unhen changa karun.
- 16 Par mubarak tumhari ankhen, kyunki we dekhtin, aur mubarak tumhare kan, ki we sunte hain.
- 17 Kyunki main tum se sach kahta hun, ki Bahut se nabi aur rastbazou ne arzu ki, ki jo tum dekhte ho, dekhen, par na dekha, aur jo tum sunte ho, sunen, par na suna.
- 18 Ab tum kisan kitamsil suno.
- 19 Jab koi us badshahat ki bat sunta, aur nahin samajhta, to wuh sharir ata, aur jo kuchh us ke dil men boya gaya, le jata hai; yih wuh hai, jo rah ke kinare boya gaya.
- 20 Jo patthrili zamin men boya gaya, wuh hai, jo kalam sunta, aur jald khushi se man leta hai;
- 21 Lckin is sabab ki jar nahin pakri, chand roza hai; ki jab wuh kalam ke sabab musibat men parta, ya sataya jata hai, to jald thokar khata hai.
- 22 Jo kanton men boya gaya, wuh hai, jo kalam ko sunta, par is dunya ki fikr aur daulat ka fareb kalam ko daba dete, aur wuh be phal hota hai.
- 23 Par jo achchhi zamin men boya gaya, wuh hai, jo kalam ko sunta, aur samajhta, aur phal lata, aur taiyar bhi hota, baze men sau guna, baze men sath guna, baze men tis guna.
- 24 Phir us ne ek aur tamsil lake unhen kaha, ki Asman ki badshahat us admi ki manind hai, jis ne achchha bij apne khat men boya.
- 25 Par jab log so gae, us ka dushman aya, aur us ke kheton men karwa dana bo gaya.
- 26 Jis waqt anlura nikla, aur balen lagn, tab karwa dana bhi zahir hua.
- 27 Tab us gharwale ke naukaron ne aka kaha, Ai Sahib, kya tu ne khet men achchhe bij na boe the? phir karwe dane kahan se ae?
- 28 us ne unhen kaha, Kisi dushman ne yih kiya Tab naukaron ne kaha Agar marzi ho, to ham jake unhen jama karen.
- 29 Us ne kaha, Nahin aisa na ho, ki jab tum karwe danon ko jama karo, to un ke sith gehun bhi ukhar lo.
- 30 Katne ke din tak, donon ko ikatthe barhne do ki main katne ke waqt katnewalon ko kahunga, ki pahle karwe dane jama karo, aur jalane ke waste nu ke gatthe bandho par gehun mere khatte men jama' karo.
- 31 Wuh un ke waste ek aur tamsil laya, ki Asman ki badshahat khardal ke dane ki manind hai, jise ek shakhs ne leke apne khet men boya.
- 32 Wuh sab bijon men chhota; par jab uga, to sab tarkarion se bara hota, aur aisa per hota, ki chiriyaen ake us ki dalion par basera kartin.
- 33 Us ne un se ek aur tamsil kahi, ki Asman ki badshahat khamir ki manind hai, jise ek 'aurat ne lekar ate ke tin paimanon men milaya, yahan tak ki wuh sab khamira ho gaya.
- 34 Yih sab baten Yisu ne un jamaaton ko tamsilon men kahin aur be tamsil, un se na bolta tha.
- 35 Taki jo nabi ne kaha tha, pura ho, ki, Main tamsilen lakar kalam karunga; main, un baton ko, jo dunya ke shuru se poshida hain, zahir karunga.
- 36 Tab Yisu un jamaaton ko rukhsat karke ghar ko gaya; aur us ke shagirdon ne us pas ake kaha, Khet ke karwe dane ki tamsil hamen bata.
- 37 Us ne unhen jawab men kaha, Achchhe bij ka bonewala Ibn i Adam hai.
- 38 Khet, dunya hua achchhe bij, is badshahat ke larke hain, aur karwe dane, sharir ke farzand.
- 39 Wuh dushman jis ne unhen boya, Shaitan hai katne ka waqt is dunya ka akhir aur katnewale firishte hain.
- 40 Pas jis tarah karwe dane jama kiye jate, aur ag men jalae jate hain, is jahan ke akhir men aisa hi hoga.
- 41 Ibn i Adam apne firishton ko bhejega, aur we sab thokar khilanewali chizon, aur badkaron ko, us ki badshahat men se chunkar,
- 42 Unhen jalte tanur men dal denge, aur wahan rona aur dant pisna hoga.
- 43 Tab rastbaz apne Bap ki badsbahat men aftab ki manind nurani honge Jise kan sunne ke liye hon, to sune.
- 44 Phir, asman ki badshahat, us khazane ki manind hai, jo khet men gara hai, jise ek shakhs pake chhipa deta hai, aur khushi ke mare Jake apna sab kuchh bechta, aur us khet ko mol leta hai.
- 45 Phir, asman ki badshahat, us saudagar ki manind hai, jo qimati motion ki talash men hai.
- 46 Jab us ne ek beshqimat moti paya, to Jake, jo kuchh us ka tha, sab bech dala, aur use mol liya.
- 47 Phir, asmin ki badshahat, us jal ki manind hai, jo darya men dala gaya, aur har tarah ki machhli samet layi.
- 48 Jab wuh bhar gaya, use kinare khainch lae, aur baithke achchhi machhlian bartanon men jama kin, par buri phenk din.
- 49 Is jahan ke akhir men aisa hi hoga firishte awenge, aur rastbazon men se shariron ko alag karenge.
- 50 Aur unhen jalte tanur men dal denge wahan rona aur dant pisna hoga.
- 51 Yisu ne unhen kaha Tum yih sab samjhe? Unhon ne kaha, Han, Khudawand.
- 52 Tab us ne unhen kaha, Har ek faqih, jo asman ki badshahat ki talim pa chuka, us gharwale ki manind hai, jo apne khazane se nai aur purani chizen nikalta hai.
- 53 Aur aisa hua, ki jab Yisu' yih tamsilen kah chuka, to wahan se rawana hua.
- 54 Aur apne watan men ake, us ne un ke 'ibadatkhane men unhen aisi talim di, ki we hairan hue, aur kahne lage, ki Aisi hikmat, aur muajize us ne kahan se pae?
- 55 Kya yih barhai ka beta nahin? aur us ki ma Mariyam nahin kahlati, aur us ke bhia Yaqub aur Yoses, aur Shamaun aur Yahudah?
- 56 Aur us ki sab bahinen hamare sath nahin hain? Pas us ne yih sab kuchh kahan se paya?
- 57 Unhon ne us se thokar khai par Yisu ne unhen kaha, ki Nabi apne watan aur ghar ke siwa, aur kahin beizzat nahin hai.
- 58 Aur us ne un ki be iatiqadi ke sabab wahan bahut muajize nahin dikhae.
|
1 · 2 · 3 · 4 · 5 · 6 · 7 · 8 · 9 · 10 · 11 · 12 · 13 · 14 · 15 · 16 · 17 · 18 · 19 · 20 · 21 · 22 · 23 · 24 · 25 · 26 · 27 · 28 · 29 · 30 · 31 · 32 · 33 · 34 · 35 · 36 · 37 · 38 · 39 · 40 · 41 · 42 · 43 · 44 · 45 · 46 · 47 · 48 · 49 · 50 · 51 · 52 · 53 · 54 · 55 · 56 · 57 · 58 · 59 · 60 · 61 · 62 · 63 · 64 · 65 · 66 · 67 · 68 · 69 · 70 · 71 · 72 · 73 · 74 · 75 · 76 · 77 · 78 · 79 · 80 · 81 · 82 · 83 · 84 · 85 · 86 · 87 · 88 · 89 · 90 · 91 · 92 · 93 · 94 · 95 · 96 · 97 · 98 · 99 · 100 · 101 · 102 · 103 · 104 · 105 · 106 · 107 · 108 · 109 · 110 · 111 · 112 · 113 · 114 · 115 · 116 · 117 · 118 · 119 · 120 · 121 · 122 · 123 · 124 · 125 · 126 · 127 · 128 · 129 · 130 · 131 · 132 · 133 · 134 · 135 · 136 · 137 · 138 · 139 · 140 ·
List of New Testament minuscules
1 · 2 · 3 · 4 · 5 · 6 · 7 · 8 · 9 · 10 · 11 · 12 · 13 · 14 · 15 · 16 · 17 · 18 · 19 · 20 · 21 · 22 · 23 · 24 · 25 · 26 · 27 · 28 · 29 · 30 · 31 · 32 · 33 · 34 · 35 · 36 · 37 · 38 · 39 · 40 · 41 · 42 · 43 · 44 · 45 · 46 · 47 · 48 · 49 · 50 · 51 · 52 · 53 · 54 · 55 · 56 · 57 · 58 · 59 · 60 · 61 · 62 · 63 · 64 · 65 · 66 · 67 · 68 · 69 · 70 · 71 · 72 · 73 · 74 · 75 · 76 · 77 · 78 · 79 · 80 · 81 · 82 · 83 · 84 · 85 · 86 · 87 · 88 · 89 · 90 · 91 · 92 · 93 · 94 · 95 · 96 · 97 · 98 · 99 · 100 · 101 · 102 · 103 · 104 · 105 · 106 · 107 · 108 · 109 · 110 · 111 · 112 · 113 · 114 · 115 · 116 · 117 · 118 · 119 · 120 · 121 · 122 · 123 · 124 · 125 · 126 · 127 · 128 · 129 · 130 · 131 · 132 · 133 · 134 · 135 · 136 · 137 · 138 · 139 · 140 · 141 · 142 · 143 · 144 · 145 · 146 · 147 · 148 · 149 · 150 · 151 · 152 · 153 · 154 · 155 · 156 · 157 · 158 · 159 · 160 · 161 · 162 · 163 · 164 · 165 · 166 · 167 · 168 · 169 · 170 · 171 · 172 · 173 · 174 · 175 · 176 · 177 · 178 · 179 · 180 · 181 · 182 · 183 · 184 · 185 · 186 · 187 · 188 · 189 · 190 · 191 · 192 · 193 · 194 · 195 · 196 · 197 · 198 · 199 · 200 · 201 · 202 · 203 · 204 · 205 · 206 · 207 · 208 · 209 · 210 · 211 · 212 · 213 · 214 · 215 · 216 · 217 · 218 · 219 · 220 · 221 · 222 · 223 · 224 · 225 · 226 · 227 · 228 · 229 · 230 · 231 · 232 · 233 · 234 · 235 · 236 · 237 · 238 · 239 · 240 · 241 · 242 · 243 · 244 · 245 · 246 · 247 · 248 · 249 · 250 · 251 · 252 · 253 · 254 · 255 · 256 · 257 · 258 · 259 · 260 · 261 · 262 · 263 · 264 · 265 · 266 · 267 · 268 · 269 · 270 · 271 · 272 · 273 · 274 · 275 · 276 · 277 · 278 · 279 · 280 · 281 · 282 · 283 · 284 · 285 · 286 · 287 · 288 · 289 · 290 · 291 · 292 · 293 · 294 · 295 · 296 · 297 · 298 · 299 · 300 · 301 · 302 · 303 · 304 · 305 · 306 · 307 · 308 · 309 · 310 · 311 · 312 · 313 · 314 · 315 · 316 · 317 · 318 · 319 · 320 · 321 · 322 · 323 · 324 · 325 · 326 · 327 · 328 · 329 · 330 · 331 · 332 · 333 · 334 · 335 · 336 · 337 · 338 · 339 · 340 · 341 · 342 · 343 · 344 · 345 · 346 · 347 · 348 · 349 · 350 · 351 · 352 · 353 · 354 · 355 · 356 · 357 · 358 · 359 · 360 · 361 · 362 · 363 · 364 · 365 · 366 · 367 · 368 · 369 · 370 · 371 · 372 · 373 · 374 · 375 · 376 · 377 · 378 · 379 · 380 · 381 · 382 · 383 · 384 · 385 · 386 · 387 · 388 · 389 · 390 · 391 · 392 · 393 · 394 · 395 · 396 · 397 · 398 · 399 · 400 · 401 · 402 · 403 · 404 · 405 · 406 · 407 · 408 · 409 · 410 · 411 · 412 · 413 · 414 · 415 · 416 · 417 · 418 · 419 · 420 · 421 · 422 · 423 · 424 · 425 · 426 · 427 · 428 · 429 · 430 · 431 · 432 · 433 · 434 · 435 · 436 · 437 · 438 · 439 · 440 · 441 · 442 · 443 · 444 · 445 · 446 · 447 · 448 · 449 · 450 · 451 · 452 · 453 · 454 · 455 · 456 · 457 · 458 · 459 · 460 · 461 · 462 · 463 · 464 · 465 · 466 · 467 · 468 · 469 · 470 · 471 · 472 · 473 · 474 · 475 · 476 · 477 · 478 · 479 · 480 · 481 · 482 · 483 · 484 · 485 · 486 · 487 · 488 · 489 · 490 · 491 · 492 · 493 · 494 · 495 · 496 · 497 · 498 · 499 · 500 · 501 · 502 · 503 · 504 · 505 · 506 · 507 · 543 · 544 · 565 · 566 · 579 · 585 · 614 · 639 · 653 · 654 · 655 · 656 · 657 · 658 · 659 · 660 · 661 · 669 · 676 · 685 · 700 · 798 · 823 · 824 · 825 · 826 · 827 · 828 · 829 · 830 · 831 · 876 · 891 · 892 · 893 · 1071 · 1143 · 1152 · 1241 · 1253 · 1423 · 1424 · 1432 · 1582 · 1739 · 1780 · 1813 · 1834 · 2050 · 2053 · 2059 · 2060 · 2061 · 2062 · 2174 · 2268 · 2344 · 2423 · 2427 · 2437 · 2444 · 2445 · 2446 · 2460 · 2464 · 2491 · 2495 · 2612 · 2613 · 2614 · 2615 · 2616 · 2641 · 2754 · 2755 · 2756 · 2757 · 2766 · 2767 · 2768 · 2793 · 2802 · 2803 · 2804 · 2805 · 2806 · 2807 · 2808 · 2809 · 2810 · 2811 · 2812 · 2813 · 2814 · 2815 · 2816 · 2817 · 2818 · 2819 · 2820 · 2821 · 2855 · 2856 · 2857 · 2858 · 2859 · 2860 · 2861 · 2862 · 2863 · 2881 · 2882 · 2907 · 2965 ·
01 · 02 · 03 · 04 · 05 · 06 · 07 · 08 · 09 · 010 · 011 · 012 · 013 · 014 · 015 · 016 · 017 · 018 · 019 · 020 · 021 · 022 · 023 · 024 · 025 · 026 · 027 · 028 · 029 · 030 · 031 · 032 · 033 · 034 · 035 · 036 · 037 · 038 · 039 · 040 · 041 · 042 · 043 · 044 · 045 · 046 · 047 · 048 · 049 · 050 · 051 · 052 · 053 · 054 · 055 · 056 · 057 · 058 · 059 · 060 · 061 · 062 · 063 · 064 · 065 · 066 · 067 · 068 · 069 · 070 · 071 · 072 · 073 · 074 · 075 · 076 · 077 · 078 · 079 · 080 · 081 · 082 · 083 · 084 · 085 · 086 · 087 · 088 · 089 · 090 · 091 · 092 · 093 · 094 · 095 · 096 · 097 · 098 · 099 · 0100 · 0101 · 0102 · 0103 · 0104 · 0105 · 0106 · 0107 · 0108 · 0109 · 0110 · 0111 · 0112 · 0113 · 0114 · 0115 · 0116 · 0117 · 0118 · 0119 · 0120 · 0121 · 0122 · 0123 · 0124 · 0125 · 0126 · 0127 · 0128 · 0129 · 0130 · 0131 · 0132 · 0134 · 0135 · 0136 · 0137 · 0138 · 0139 · 0140 · 0141 · 0142 · 0143 · 0144 · 0145 · 0146 · 0147 · 0148 · 0149 · 0150 · 0151 · 0152 · 0153 · 0154 · 0155 · 0156 · 0157 · 0158 · 0159 · 0160 · 0161 · 0162 · 0163 · 0164 · 0165 · 0166 · 0167 · 0168 · 0169 · 0170 · 0171 · 0172 · 0173 · 0174 · 0175 · 0176 · 0177 · 0178 · 0179 · 0180 · 0181 · 0182 · 0183 · 0184 · 0185 · 0186 · 0187 · 0188 · 0189 · 0190 · 0191 · 0192 · 0193 · 0194 · 0195 · 0196 · 0197 · 0198 · 0199 · 0200 · 0201 · 0202 · 0203 · 0204 · 0205 · 0206 · 0207 · 0208 · 0209 · 0210 · 0211 · 0212 · 0213 · 0214 · 0215 · 0216 · 0217 · 0218 · 0219 · 0220 · 0221 · 0222 · 0223 · 0224 · 0225 · 0226 · 0227 · 0228 · 0229 · 0230 · 0231 · 0232 · 0234 · 0235 · 0236 · 0237 · 0238 · 0239 · 0240 · 0241 · 0242 · 0243 · 0244 · 0245 · 0246 · 0247 · 0248 · 0249 · 0250 · 0251 · 0252 · 0253 · 0254 · 0255 · 0256 · 0257 · 0258 · 0259 · 0260 · 0261 · 0262 · 0263 · 0264 · 0265 · 0266 · 0267 · 0268 · 0269 · 0270 · 0271 · 0272 · 0273 · 0274 · 0275 · 0276 · 0277 · 0278 · 0279 · 0280 · 0281 · 0282 · 0283 · 0284 · 0285 · 0286 · 0287 · 0288 · 0289 · 0290 · 0291 · 0292 · 0293 · 0294 · 0295 · 0296 · 0297 · 0298 · 0299 · 0300 · 0301 · 0302 · 0303 · 0304 · 0305 · 0306 · 0307 · 0308 · 0309 · 0310 · 0311 · 0312 · 0313 · 0314 · 0315 · 0316 · 0317 · 0318 · 0319 · 0320 · 0321 · 0322 · 0323 ·
List of New Testament lectionaries
1 · 2 · 3 · 4 · 5 · 6 · 7 · 8 · 9 · 10 · 11 · 12 · 13 · 14 · 15 · 16 · 17 · 18 · 19 · 20 · 21 · 22 · 23 · 24 · 25 · 25b · 26 · 27 · 28 · 29 · 30 · 31 · 32 · 33 · 34 · 35 · 36 · 37 · 38 · 39 · 40 · 41 · 42 · 43 · 44 · 45 · 46 · 47 · 48 · 49 · 50 · 51 · 52 · 53 · 54 · 55 · 56 · 57 · 58 · 59 · 60 · 61 · 62 · 63 · 64 · 65 · 66 · 67 · 68 · 69 · 70 · 71 · 72 · 73 · 74 · 75 · 76 · 77 · 78 · 79 · 80 · 81 · 82 · 83 · 84 · 85 · 86 · 87 · 88 · 89 · 90 · 91 · 92 · 93 · 94 · 95 · 96 · 97 · 98 · 99 · 100 · 101 · 102 · 103 · 104 · 105 · 106 · 107 · 108 · 109 · 110 · 111 · 112 · 113 · 114 · 115 · 116 · 117 · 118 · 119 · 120 · 121 · 122 · 123 · 124 · 125 · 126 · 127 · 128 · 129 · 130 · 131 · 132 · 133 · 134 · 135 · 136 · 137 · 138 · 139 · 140 · 141 · 142 · 143 · 144 · 145 · 146 · 147 · 148 · 149 · 150 · 151 · 152 · 153 · 154 · 155 · 156 · 157 · 158 · 159 · 160 · 161 · 162 · 163 · 164 · 165 · 166 · 167 · 168 · 169 · 170 · 171 · 172 · 173 · 174 · 175 · 176 · 177 · 178 · 179 · 180 · 181 · 182 · 183 · 184 · 185 · 186 · 187 · 188 · 189 · 190 · 191 · 192 · 193 · 194 · 195 · 196 · 197 · 198 · 199 · 200 · 201 · 202 · 203 · 204 · 205 · 206a · 206b · 207 · 208 · 209 · 210 · 211 · 212 · 213 · 214 · 215 · 216 · 217 · 218 · 219 · 220 · 221 · 222 · 223 · 224 · 225 · 226 · 227 · 228 · 229 · 230 · 231 · 232 · 233 · 234 · 235 · 236 · 237 · 238 · 239 · 240 · 241 · 242 · 243 · 244 · 245 · 246 · 247 · 248 · 249 · 250 · 251 · 252 · 253 · 254 · 255 · 256 · 257 · 258 · 259 · 260 · 261 · 262 · 263 · 264 · 265 · 266 · 267 · 268 · 269 · 270 · 271 · 272 · 273 · 274 · 275 · 276 · 277 · 278 · 279 · 280 · 281 · 282 · 283 · 284 · 285 · 286 · 287 · 288 · 289 · 290 · 291 · 292 · 293 · 294 · 295 · 296 · 297 · 298 · 299 · 300 · 301 · 302 · 303 · 304 · 305 · 306 · 307 · 308 · 309 · 310 · 311 · 312 · 313 · 314 · 315 · 316 · 317 · 318 · 319 · 320 · 321 · 322 · 323 · 324 · 325 · 326 · 327 · 328 · 329 · 330 · 331 · 332 · 368 · 449 · 451 · 501 · 502 · 542 · 560 · 561 · 562 · 563 · 564 · 648 · 649 · 809 · 965 · 1033 · 1358 · 1386 · 1491 · 1423 · 1561 · 1575 · 1598 · 1599 · 1602 · 1604 · 1614 · 1619 · 1623 · 1637 · 1681 · 1682 · 1683 · 1684 · 1685 · 1686 · 1691 · 1813 · 1839 · 1965 · 1966 · 1967 · 2005 · 2137 · 2138 · 2139 · 2140 · 2141 · 2142 · 2143 · 2144 · 2145 · 2164 · 2208 · 2210 · 2211 · 2260 · 2261 · 2263 · 2264 · 2265 · 2266 · 2267 · 2276 · 2307 · 2321 · 2352 · 2404 · 2405 · 2406 · 2411 · 2412 ·